Nirbhaya


  1. Biram lagao

.
.
.
Nahi kahenge hum ab........
Nahi sahenge hum ab......
Nahi harenge hum ab....
.
.
.
.sadiya bit gai Kai akele hi ladte hum aa rhe hai fir kyu socha tune Harte.... Hum ja rhe hai.......
........
.....
....
...
.
Krodha na Mera dekha Paoge.........
Jwalamukhi ko rokte aa...... Rhe hai...
Tum sochate ho hare hai hum....
To
Fir
Dekhane 
Aaye...
Hai,
Ha beti...... hai hum beti....... hai Dev ki aadhi sakti hai......
.
.
.
.
.
Jis-jis ne lalkara isko khud ko Hara paya hai......
Na Jane fir bhi kyu jhoota ghamnd jataya hai..........
...............
...........
......
.....
....
...
..
.
.
..
...
....
.....
..........
............
Kalyug me fir awala chandi bankar aai hai...
Prakop na Mera dekha payega jid se apni hat ja tu.....
Awala ko na vivars kr..... sakti banne pr majboor na kr......
.
..
...
.......
..............
.......
...
..
.
Kya chah rakhegs tu nari se khud Tak to mit jati hai 
Sabki khusiyo ki khatir jivan nyuochawar Kar jati hai....
.
.
.
Apni manjil khwal sare pal me mita jati hai...
.
.
.
Jab-jab nari ko lalkara...... hai..prakop me jag samaya hai.
.
..
.....


..
...
......
.........
......
....
...
..
Himmat har gai hu lekin Hari nahi hu Mai
Khush hu mai,
Mai ak aaurat hu....
Khush hu Mai,
Mai ak ma Hoon......
Khush hu Mai,
Mai sahsi or imaandar mata-pita ki beti Hoon......
Khush hu Mai,
Mai Ghar ki maryada Hoon....
Khush hu Mai,
Mai Ghar ki dahlij Hoon.....
Khush hu Mai,
Mai Kai reshto se badhi hoon......
Khush hu Mai,
Mai jina chahti Hoon.........
Khush hu Mai,
Mai baba ki gudiya Hoon.........
Khush hu mai,
Mai ma ki Rani bitiya Hoon.............
Khush hu Mai,
Mai khawobo me anjal Hoon......... 
Khush hu Mai,
Mai nidar Hoon............
Khush hu Mai,
Mai sahsi Hoon......
Khush hu Mai,
Mai aat-bisvaas se pare Hoon......
Khush hu mai,
Mai aastik Hoon.......  
Khush hu Mai,
Mai Meri Laxmi ma ki bhaqt Hoon........
Khush hu Mai,
Hare huye ki madad karna chahti Hoon....
.
.
Kathinaiyo se lad-lad kr dat jaoge ak din fir girl Kar utha jaoge....
Kitna majak bna tha zindgi ka ab samjha aayega.....
Haro mat...... Haro mat....... Aange badte raho jab Lago dubne samjho kinara Milne Wala hai...........
Na haro...... Na haro........ Tum Jeet ban jaoge......
Fir ak din Duniya ki rit ban jaoge......
.
..
.....
.......
.........  
........
.......
......
.....
....
...
...
..
.
Duniya ki ye reet purani badal na payegi fir ak din yah hum sab ko mitti me milayegi....
Kal karne ka kuch mat socho... Sunhara mauka aj ko dekho...
.
.
.
.
.
Mere sath sab bolo....
.
.
Jai..Jai...Jai ma Laxmi.......
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Dar Kar..... Nauka.... Par nahi hoti....
Kosis karne walo ki har nahi hoti..........
.
.
.

..........Jai ma Laxmi.......

Sunita suryawanshi d/o savitri suryawanshi & shree makhanlal suryawanshi.
Jai ma Laxmi.

Comments

Popular Posts